Monday, June 27, 2005

Arz Hai !

Khuda kisi ko kisi pe fida na kare,

Agar kare to kayamat tak juda na kare,

Ye mana ki log marte nahi judai mein,

Magar ji bhi nahin pate hai tanhayee mein...



Zindagi ki rahaon me bahut se yaar milenge,

Hum kya hum se bhi ache hazaar milenge,

In achhon ki bheed me hame na bhula dena,

Hum kahan tumhe baar baar milenge...





Log milte-he, bichad-jate-he,
Sirf Dil ke taar ched jate he,

yun tho lete he HUM hazaro naam par,

kuch AAP ke jaise NAAM Dil me utar jate hai..!!!



Tum ho zindagi, tumhari kitaab hum hain,

Tum ho nasha, tumhari sharaab hum hain,

Kuch to rishta hai hamara tumhara,

Tum to sawal ho to jawab hum hai.!!!



Dil todna hamari aadat nahi,

hum kisiko maayus karte nahi,

bharosa rakhna meri dosti par,

dil may basakar hum kisiko bhulate nahi..!!!



Nigahei aapki pehachan hai hamari,

Muskurahat aapki shan hai hamari,

Rakhana hifasat sei tum aapnei aapko,

Kyuki aapki zindagi jaan hai hamari..!!!



Aasuon mein na dhundana hamei,

Dil mein ham bas jayengei,

Tamanna ho agar milanei ki,

Toh band aakhomei bhi nazar aayengei..!!!


Njoy Maadi
Tussi



Lots Of Love
(¨`·.·´¨) Alwayz
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´ Tushar P.

Newton Laws for Software

Newton Laws for Software
________________________

Law 1 .Every Software Engineer continues his state of chatting or
forwarding mails unless he is assigned work by manager.

Law 2. The rate of change in the software is directly proportional to the
payment received from client and takes place at the quick rate as when
deadline force is applied.

Law 3. For every Use Case Manifestation there is an equal but opposite
Software Implementation.


Bonus :-) Law 4. Bugs can neither be created nor be removed from software
by a developer. It can only be converted from one form to another. The
total number of bugs in the software always remains constant.